Yaro kisi qatil se kabhi pyar na mango
Page 1 of 1
Yaro kisi qatil se kabhi pyar na mango
yaro kisi qatil se kabhi pyar na mango
apne hi gale k liye talwar na mango
gir jaoge tum apne masiha ki nazar se
mar kar bhi ilaj-e-dil-e-bimar na mango
khul jayega is tarah nigahon ka bharam bi
kanton se kabhi phul ki mahkar na mango
sach bat pe milta hai sada zahar ka pyala
jina hai to phir jine ka izhar na mango
us chiz ka kya zikr jo mumkin hi nahin hai
sehra mein kabhi saya-e-diwar na mango
apne hi gale k liye talwar na mango
gir jaoge tum apne masiha ki nazar se
mar kar bhi ilaj-e-dil-e-bimar na mango
khul jayega is tarah nigahon ka bharam bi
kanton se kabhi phul ki mahkar na mango
sach bat pe milta hai sada zahar ka pyala
jina hai to phir jine ka izhar na mango
us chiz ka kya zikr jo mumkin hi nahin hai
sehra mein kabhi saya-e-diwar na mango
Similar topics
» kabhi aahen to kabhi ashk bahay hongay
» Jab seena gham say bojhal ho or yaad kisi ki aati ho
» Kabhi wo khafa...
» Wo pahlye tu kabhi asa nahi tha
» KABHI HUM BHI PYAAR KIA KARTY THAY
» Jab seena gham say bojhal ho or yaad kisi ki aati ho
» Kabhi wo khafa...
» Wo pahlye tu kabhi asa nahi tha
» KABHI HUM BHI PYAAR KIA KARTY THAY
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum