Sakoot e jan ka matlab bata do phr chalay jana
Page 1 of 1

sakoot e jan ka matlab bata do phr chalay jana
ya phr sargoshian dil ki suna do phr chalay jana
jo mera or tumhara waqt guzra hasnay ronay main
usay poori tarhan se tum bhula do phr chalay jana
yeh sare paird poday tum bin kaain ratain jagay hain
tum aa k ik baar inko sila do phr chalay jana
naa janay q hai lekin daikhnay ki tum ko aadat hay
meri yeh bewajha aadat chura do phr chalay jana
maray in hsab o roz ka unwaan bas tum ho
mujhe tum dosra unwaan laa do phr chalay jana

Poet- Posts : 101
Join date : 2011-11-13
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum