zindagi ki lagan me zinda na raha,
Page 1 of 1
zindagi ki lagan me zinda na raha,
zindagi ki lagan me zinda na raha,
apni hi magan me apna na raha,
kho gai matti ki khushboo tab se,
jab se ghar apna kacha na raha,
sach lagta hai sab jhooti duniya me,
sach me koi yahan sacha na raha,
kitne raste hain iss zameen par,
phir bhi koi yahan rasta na raha,
kitni chahat se banaya tha ashiyan,
rehne ko ab yahaan banda na raha,
dhundhlaa nazar ata hai aaine me,
dekhne ko apna chehra na raha,
bichhad gaya wo bhi duniyaan me ,
ek pal jo kisi se juda na raha...!
apni hi magan me apna na raha,
kho gai matti ki khushboo tab se,
jab se ghar apna kacha na raha,
sach lagta hai sab jhooti duniya me,
sach me koi yahan sacha na raha,
kitne raste hain iss zameen par,
phir bhi koi yahan rasta na raha,
kitni chahat se banaya tha ashiyan,
rehne ko ab yahaan banda na raha,
dhundhlaa nazar ata hai aaine me,
dekhne ko apna chehra na raha,
bichhad gaya wo bhi duniyaan me ,
ek pal jo kisi se juda na raha...!
Poet- Posts : 101
Join date : 2011-11-13
Similar topics
» Zindagi Ke Baad ....!!
» Wo sari batain wo saray qissay,Jo us say milnay say baishtar,Meri zindagi ki hakaitain theen
» Thi Jisse Roshni Wo Diya Bhi Nahi Raha
» jin rahon par ik umar teray sath raha hoon
» Raat sunti rahi main sunaata raha
» Wo sari batain wo saray qissay,Jo us say milnay say baishtar,Meri zindagi ki hakaitain theen
» Thi Jisse Roshni Wo Diya Bhi Nahi Raha
» jin rahon par ik umar teray sath raha hoon
» Raat sunti rahi main sunaata raha
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum